Moasm e hijr main barish ka barasna kesa?
Aik sehra se samandar ka guzarna kesa?
A mrey dil na pareshan ho tanha ho kar,
Woh tere sath chala kab tha bicharna kesa?
Log kehte hai k gulshan ki tabahi dekho,
Main to weeran sa jangal tha ujarhna kesa?
Dekhne main to koi dard nhi dukh b nhi,
Phir ankhon main ye ashkon ka ubharna kesa?
Bewafa kehne ki jurrat b na krna usko,
Usne iqrar kia kab tha mukarna kesa?